Thursday, May 27, 2010

नूर का टुकड़ा

तस्वीर है या नूर का टुकड़ा
रौशन हो गईं यादें सारी

फूल की खुशबू
चाँद की मिस्री
सुबह की रंगत
शाम की सुर्खी
तेरी अदा इन सबपे भारी

नूर का टुकड़ा
आँख में लेकर
आग का दरिया
होंट में भरकर
मुझसे मिलेगी वो चिंगारी


Noor Ka Tukda

Tasveer Hai Ya Noor Ka Tukda
Roshan Ho Gayeen Yaadein Saari


Phool Ki Khushboo
Chaand Ki Misri
Subah Ki Rangat
Shaam Ki Surkhi
Teri Ada In Sab Pe Bhaari


Noor Ka Tukda
Aankh Mein Lekar
Aag Ka Dariya
Hont Mein Bharkar
Mujhse Milegi Wo Chingaari